3D Workspace
Home
Assets
Affiliate Program
Creator Program
Sign up/Log in
View Plans
DCC Bridge
muhammadshafique94
01-29 09:38
Model Name
bachcha wallet 3d model
Tags
cartoon
character
character cartoon
character game asset
character game asset cartoon
game asset
game asset cartoon
hamesha
kaha
Prompt
Ek chhote se gaon mein Hamza naam ka aik ghareeb magar imaandaar larka rehta tha۔ Us ka baap aik mazdoor tha jo hamesha kehta tha: “Beta, imaandari wo daulat hai jo kabhi kam nahi hoti.” Ek din Hamza ko raaste mein aik bhari hui purse mila۔ Us mein paisay aur aik ameer aadmi ka ID card tha۔ Hamza ke ghar halaat bohat kharab thay, maa bimar thi aur dawa ke paisay bhi nahi thay۔ Hamza ka dil kuch lamhon ke liye dagmaga gaya، lekin phir usay baap ki baat yaad aa gayi۔ Us ne purse uthaya aur seedha shehar ja kar maalik ko dhoond liya۔ Ameer aadmi bohat hairaan aur khush hua۔ Us ne Hamza ko inaam dena chaha lekin Hamza ne kaha: “Maine sirf apna farz ada kiya hai.” Kuch din baad wahi aadmi Hamza ke gaon aya aur us ke baap ko achhi naukri dilwa di، maa ke ilaaj ka zimma uthaya aur Hamza ki taleem ka kharcha bhi۔ Gaon walon ne dekha ke imaandari ka phal meetha hota hai۔
Detailed Info
Related Models
Enter invite code
Enter invite code to get credits!